nice….but hamari sochen he tabdeel ho chuki hen….mehnat krna hmen bojh lagta hai….
murtaza
great , i really i liked that
usman ali
wow that’s great we have the people like saleem & again we did’t go to development side why…………why
Hamza Ali
what a great & informating column SIR JI,,,,,, cha gaye hain aap 🙂
mujahid
Great ….yes true a people who want s to change thier life..they dont need any support or help…thanx MR jawed..once again
Tanweer toor
doost yah too is ka +ve pahloo hay laiken aisa her jagah nahi hoota is mai mana k saleem ki mahnat hai laiekn kuch credit haji sahab koo bhi jaata hai saleem k ander mahnat krnay kii justajoo thi laiken us k taelent koo open kernay k liay opner bhi tha haji sahab laiken aisay opner kaha miltay hai yaar talent bahaut hai hum pakistani larkoo mai laiken talent koo open kernay liay oopner nahi hai
Tanweer toor
her insaan koo achay oopner ki talash hai ALLAH sab koo hajisahab jaisa oopner day khavah us mai oopner ka mafaad hii kiooo na hoooo
Kashif Ahmed
Great Chaudhary sab lakin badluck yh ha k ham log aisi cheezain parh k wakti tor py to bhut emotional ho jaty lakin bad mai hamary andar ka insan & wo jazba fir sy gehri neend so jata ha. i dnt what is reason behind it?
tanweer
sachi baat kervi lagti hai.,,.,.,,..,.,
haris
AOA thanks sir for encourage the youths of Pakistan every one should create opportunities like saleem .
Ali Ahsan
Aap ki bat se main bilkul Ittifaq karta hoon. Is kay liye aagay barhanay ka Jazba hoona chahiye. Or khuda ki zat pe bhroosa. To koi kam bhi mushkil nahi Rahta.
shabbir
javed sb. aap k kalm par kar hamat pedaa hoti hey. is nasal nu ko harkat ki zarooat hey aur aap iss jism ma jan dayn.
imtiaz rajar
amazing and very inspiring……..
Tabish Hussain
very nice….it really motivates a person to do work and achieve something in your life….Thank you
kashif
those are few cases sir,you are doing your job to motivate young generation.
great magar bat yeh hai jinab k logo k pas rozgar nahi to wo apnai ap ko kaisai sabit karai
Muhammad Naeed
ZABARDAST, i like ur colums very much. it is lesson for all of us. hopefully our generation will get lesson from this. keep it up. we need this. our youth is very intelligent and have very much facilities to do anything, positive and negative, this is upto them what they want to do.
Mumtaz Shah
Zara Numm ho too yaha Mati Beri Zerkhaiz hay saqi
khaja fareed
ch,ji
kuch krne ki jostajoo tab hoti haye jab society ko ham curption or corpt logo se nijad dila de…
agr pakistani log (govt dept) mehnat-kash hotey tu pakistan es traha corption or zlalat ke andhrey main saans na le rha hota,,,,phd,masters,bechorlars,,,doctors,engineer,jahel,,,farmers,,,,politicians…and media,males and femals,,koi ek apney dil pe haath rakh ke sachayi se kasm le ke main ne pakistan ki sarzameen keliye emandari,khaloos se kaam kiya haye…agr kuch logo ne kiya tu os ki olad ne hisab braber kr diya haye…
HAJI or SALEEM jese log hadsati or vakiyati or luck drwa jese hotey hain..
jo society or insaan ek mehnat , jidojhat ,imaandari se apney country or sarzameen ko PANE KHOON se seechtey hain vaha HAJI OR SALEEM jese vakiyat nahi hote
Assalamualaikum warahmatullah:
sir ap k kalam mujhay hosla daitay hain.ap na sirf critisim kertay hain bulkay solutions bhe daitay hain.
it is your great quality.
ruba
yaar..am really impressed by saleem….
am student of class 8th.. i work so hard for my studies
i only sleepfor about 2 hours in my exams but hopelessly i never stood first in class… i dont know why it happen ?? like saleem it was so easy for him to make his future but now a days it isn’t much easy….
like you are saying that we only need a chalk and wall…??
its impossible….. it is all upto destiny and almighty Allah..
ruba
aap keh rahay hain k jo kerna chahy uska kaam pura hota hay?? mein to 8 years se mehnat ker rahi hun but kabhi 1st nahi ayi?
hamesha .5 marks ya 1, 2 marks se peechay reh jaati hun…
ab batayain? mein to itni mehnat kerti hun or hamesha se 1st ana chahti hun but kabhi nahi ayi?
WHY IS IT SO?
ruba
i always stood 2nd 3rd 4th or sometimes 5th in class…
and i know that hard work is key to success……
THEN WHY??
KOI BATAYAI GA?
M.Usman Rshid
XXellent…. I can’t say anything abt the work of Saleem. We should work like saleem…….
ruba
sir,
m reading your column first time and i like it very much..
but i think now-a-days its not so easy to gain success…..
there are many people around us trying to betray us for their own purpose……. ye impossible hay kay agar hum chahain to success haasil ho jaye gi its not all about desire…
bohat log aisay hain jo chahtay hain k wo ameer ho jayain and success hasil karain and wo mehnat b kertai hain.. but unko success hasil nahi hoti can you tell why? jab k wo eemandaar hotay hain and they care for all people around them??
your saying is very right but its wrong though….
i respect you as you are my elder and i kno you know more then me but these questions arises in my mind while reading this column… if you can answer me so gladly you can answer me on my email because i dont have any spare time to open this column again…
ruba
that was all i wanted to say and i burst it out 😛
well please pray for me my exams are near…
may Allah bless you all (ameen)
ruba
and by the way i wanted to say all of you who can see my comment please please i want to take admission in pakistan air-force paf academy as my brother is also there but my mother is not agree i insist her so much but i dont know why she dont want me to go there so please pray for me that i get admission in paf academy and mujhay success milay plz plz….. i want to die in the name of Allah and our country mein shaheed ki maut merna chahti hun plz pray k meri ye khwahish puri ho jaye…
asslam o alkhum
ch sahib ,i like ur colums very much very very much .allah ap ko sehat dey(ameen)
Zeeshan Altaf
Allah nay insan per rizq ke liay khoshish aur jadojahd kerna farz kia han magar iss duniya main insan ko jo kuch b milta han wo muqadar/kismat se milta han. iss duniya main apki koshish ka result se koi talaq nai han, aur Akhrat main jo kuch milna han wo koshish se milna han but hamari ulti ganga behti han , akhrat ko kismat per chor daytay han aur duniya hasel kernay ke liay sir dhar ke bazi laga daytay haan.agar ek cheez Allah nay apki kismat main nai likhi tu wo nai mil sakti chahay jitni merzi koshish ker lo.Saleem nay mehnat/koshish ke, hum sab ko kerni chayiay but saleem ko jo maqam mila wo uski koshish ke waja se nai , uski kismat se mila..may b kisi aur nay saleem se ziada mehnat apni zindagi main ke ho magar uskay haal main koi change na aya houn.
imran
ruba….
ALLAH AAP KI KWAISH POORI KRE.AMEEN.
aj aap ki maa pak army join krney ki ijazat nahi de rehi esi trha lakhoo hain jo army main join krney se khosh nahi hain…serf majboori wo bi ke be-rozgari etni haye…mrna tu vese bhi haye chalo army main ja ke moot ka mza le….pension bhi miley gi,,,thuri bhut izat bhi mile gi…wo bhi ye hokmran tabka ne di tu vrna mazi ka hissa… PAK ARMy KA KIRDAR????????
army ghq main jo bazar garm hota haye,,,,wo hamrey politician bhi nahi karte….
hussain
zeeshan bhai,,,,
ek insaan FIRON tha..tu kiya os ka mukadar main tha?
ek INSAAN HAZRAT BILAL (RZTA)tha… tu kiya on key mukadar main tha?
ek INSAAN ne doosrey ko katal kr diya…tu kiya ye os ke mukadar or kismat main tha???????
ye sab asa nhi hota na ho skta tha…quke
QURAN…main kismat,dakdeer ko amaal se hi acha bora banaya giya haye
OR LOVERLY PROPHET MOHAMMAD (PBUH)ne bhi apne kirdar,zaban or amal se proof kiya khe kistmat,takdeer ko insaan apne amal se badl skta haye…
haseeb akram
i have learn from above that first of all you have a vision of success,secondly whenever get opportunity , avail it with full of your devotion and lastly not leastly, be consistent and honest in your work. you will get all you want. Inshallah.
shahzad tanoli
Javed bahi! i like ur colume very much…
QURAN-E-PAK mein ALLAH ne wazeh farma dya k ALLAH us qom ki halat nai badlta jo khud apni halat badlne ka taheya na karle…hmara masla ye he k hum chahte hen k hmare halat b badal jaen or hme mehnat b na karni parhe….
ruba
imran bhaai,
thank yew yaar !!
m really insisting my mother…
but wo maan hi nahi rahi..
mera bara bhaai b air-force mein hay.. usi ki waja say mujhay b shoq hwa tha but ammi us k wahan honay pe khush hain but mujhay nahi janay de rahi…
Rizwan
working hard is nice and practical advice and every one should follow this in his daily routine, i would like to say intelligent work is more important then only hard work (considering every one is doing his job with full commitement)… but the whole universe is a machine we are diffenet parts of it and which part will do what work “now and in future” is depend upon his/her destiny already decided and written … saleem’s destiny is different from XYZ destiny so we cannot compare … our only function is use our potential to its maximum limits but Allah kay darbar ma fakeer ur badsha aik hi nazer say dekhay jatay hain … ur kisi ka fakeer hona bhi test hay ur kisi ka badsha hona bhi aik test hay dekhtay hain kon pass hota …. thanks
Zeeshan Altaf
Dear Hussain Bhai,
Main nay jo kuch b likha tha wo iss duniya main insan ko jo rizq/maqam milta han uskay baray main likha tha. Jo rizq/maqam apki taqder main likh dia gaya han ap usay ek luqma ziada kha saktay han na kaam, aur iss rizq ke liay koshish kerna ap per farz ker dia gaya han. Baki ap achay insan han ya buray ya totally apkay amaal per he depend kerta han as u mentioned.
Hidayat Arman
Dear sir,
Aap ki baat sir Ankho par lekin ye sirf 1 saleem ki baat nahi balkeh 17 Karor Awam na sahih 15 karor Logon ka Massala hai, How is it Possible that we haven’t such fields and opportunities in our Country!!!!!!!!!!!!!!!
hussain
zeeshan bhai..
what mean by TAKDEER????
mera bhi yehi sawal haye khe…
persident bannana zardari ki tadeer main likh diya giya tha????
chaeye os keliye nazir ka katal ho ya jhoot o fareb or curption ka taj…
kiya musharif ki takdeer main likh diya giya tha????
khe wo PAKISTAN ko andhre main dhakel kr goroo ki ggod main beteh kr dollarooo ka lolly pop choosta rehe…
ek pakistani haye jo apne bachoo ko khod apne hathoo se zher de kr mar deta haye or khod bhi mar jata haye kiya ye os ke mukadar ma tha????
ye kesa mukadar or takdeer haye….ye tu bandar baant haye…,feron ke zolm ki pervi haye….
HUSSAIN BHAI””””””””’
Mai aap ki baat say ittafaq kerta hoooooo kisii bhi taqdeer or naseeb k liay amal ka hoona bahaut ahmiat rakhta hai
farrukh arshad
Sir,with such an outstanding talent,why we are still below than zero.
M.Nasir
sir, hm mai talent bht hai mai manta hn mgr hmari qoam haram khany ki aadi ho gai hai aur jahalat mai soo gai hai
hmrai qoam ko ab 1 aur sir syed shmed khan ki zrurat hai,,,,,,,,,,
MHAMMAD SALEEM
ASSALAMOALAIKUM
THANKS FOR SUCH A BEAUTIFUL FACTUAL STORY WHICH MAY INSTIGATE OUR YOUNG GENERATION TO IMPROVE THEIR SITUATION. MAY ALMIGHTY ALLAH LIVE YOU AS LONG AS THE COUNTRY WHICH IS HIJACKED BY THE LAND LORDS, CRUAL POLITICIANS AND WHITE ELEPHANT (BEAUROCRACEY) MAY BE THE PROSPER, DEVELOPED ISLAMIC STATE INSHAALLH. WE ARE LACKING OF AN HONEST,SINCERE AND HARDWORKING LEADERSHIP.
ME IS COMMERCE INSTRUCTOR AND REALLY LOVE YOUR NICE WRITINGS AND PROGRAMME KAL TAK.
WISH U ALL THE BEST
SALEEM GLOTAR
GCC PEOPLES COLONY FAISALABAD
ruba
umm…. yahan larai ho rahi hay??
sumera ghafoor
chacha chaeel he mare a
Usman
gREAT !
IS NAY MERAY BLOOD MAIN HAL CHAL MACHA DI HAI.. . .
I AM COMING SALEEM!
Touseef Amin
Saleem bhai humain Umeed ka Daman pkre rehne ka dars de gye.
Aur yeh bhi hai na k Allah uski Maddad kerta hai jo apni Maddad aap kerta hai.
Mehnat Kerkey Geo
M.ADNAN HAFEEZ
A.O.A
well,ye aik buht acha article hai
most youngsters like that
lekin baat ye hai k aaj kal k youngsters ye sab mehnat k kam krna pasan nai krte
isi liye tu ham aik atomic power hone k bawjod america se bheek mangte hain
hamari presidential chair se MNAs and even poitical parties tak usa k qadmon me girte hain
aur zardari jese log hamare president ban jate hain
in tamam masail ka hal ye hai k hume apne pasmanda areas me education system ko strong kren ta k logon ko shaur aaye
hamare mostly parliamentarians unparh hain
aur wo hamare mulk ko chalate hain……..what the hell is this…..
……
bs jesi quam hoti hai wese hi hukmaran hote hain………
good